Qalam do chaar jaib mein rakh leta hoon main. Mere ehbab mein iss se meri toqeer barhti hai. Parhne likhne ki to fursat nahin milti. Naala daal leta hoon jab bhi zarorat parti hai .
JAHAN KI GHURBAT MAI SUKON NAHI AAEGA
GHUM-E-TAUHEEN SE QUBOOL NAHI AAEGA
MAQLOOL KI FITRAT HAI E KAFIR
DIMAG KI DAHI HO JAEGI PR YEH SHER SAMAJH NAHI AAEGA...
''Larka:Mere sath chalogi GIRL:Kehan?Larka:Jahan tm kaho wahan.
GIRL: 0K Police station chalte hen
Larka: Lo batao ab banda apni Baji se mazaq b nhi kr sakta''