Do andhay apas main baten kr rhe thay..
ek ne dusre se pucha tm ne MenaR-e-PakistaN daikha hai..?
dusre ne kaha han jub me london ki sair ko gaya tha tab daikha tha..
Aisa hai dostana hamara,
mein kisti tu kinara ,
mai dhanush tu teer ,
mai matar tu paneer ,
mein barish tu badal ,
mai rajma tu chawal,
mein hot tu cool ,
mai April tu fool