Tharki bacho k leye elan e aam
kiya jata hai k
zong ki new add per yakeen mat karen
jis me bachiya apna number batati hain.
wo sb numbr ksi k istamal me nae ;-)
MACHAR MARNE KA TAREEQA:
1. PEHLE AIK ZINDA MACHAR PAKRE
2. PHIR USSE ZAMEEN PER LETA DE
3. PHIR USSE GUDGUDE KARAIN,JAISE WO HANSNE K LEYE MU KHOLE
USSE MORTEIN PILA DE.
Teacher: Agar apna character sudharna hai to sab auraton ko MAA kaha karo.
Student: Madam is se mera character to theek rahega, par mere baap ka Character begar jayega.