Memon ke ghar twins peda hue..
Kisi dost ne kaha: "Mubarak ho do do bache hue hain."
Memon: "Arrey yaar bas ek kaafi tha magar
tumhari bhabhi ko bhi na fzool kharchi krne ki aadat hai." ;->
Ek taaza kalaam aaya hai...
Arz kia hai...
Jis ko ho sir azeez...
Woh hum se hat ker chaley...
Hum sir phiron ke saath...
Koi sir phira chaley...
Wah wah :-"