Lub Pe Aati Hai Dua Ban K Tamana Meri
Zindagi Bomb Se Ho Mehfuz Khudaya Meri
Na Koi Bomb Dhamakay Se Ura De Mjh Ko
Muft Me Jame Shahadat Na Pila De Mjh Ko
Mere Allah Lrai Se Bachana Mujh Ko
Or Sikha De Koi Banduq Chalana Mjh Ko
Nam E Islam Ki Hurmat Ko Bacha Le Ya Rab
Waqt K Sare Kamino Ko Utha Le Ya Rab.
kismat kismat ki baat hai
aaj din to kal kali raat hai
kabhi dhoop to kabhi barsat hai
yeh message ka silsila yunhi chalta rahega jab tak free sms ka saath hai!