Molvi PaPpU Ne Farmaya
K
Shaban
K Mahinay Mein Jo Koi
Apnay Dost
Ko 100 Ka Card Load Karwaye Ga
Usay
Qayamat K Din
Ek NOKIA N95
Free Milay Ga... ;->
SubhanALLAH
wife:Suniye zara aap kitchen se garam masala le kar aaien
Husband:magar yahan to nahi ha
Wife:mujha pata tha apko nahin mila ge is liya main pehle ley aai thi
''Agar KISI PARHNY WALY MEIN dm hai to inka jawab do ap ne bhi bht sawal dekhe honge try it.
1. Adam A''A ne zameen par pehla phal kon sa khaya?
2. Roo a zamin par sb se pehle drakht kon sa tha?
3. Wo kon sa phal hai jo zamin k andar ugta hai?
4. Wo kon sa parinda hai jiska damagh nhi hota?
Challenge reply must.''
Pathan namaz parhnay gya 0r 2 bar wazoo kia..
kisi ny pocha khan sahab aap ny 2 bar wozu kyo kia hai?
pathan ny jawab diya:agr 1 toot gya to dosra kam ayega ;->
Lamha lamha waqt guzar jaega... 7FERO k sath koi Tumse bandh jaega abhi Bhi waqt Hai kisi SE affair kar lo kya Pata kal kaun sa Namuna tumhe saup diya
jayega...