Sometimes wen i cry no 1 c my tears,
wen i m woried no 1 c my pain,
wen i m happy no 1 c my smile
lekin…
sala. 1 ladki k saath ghoomay
to sab dekh lete hai..
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Shakila: Kal me bus stop par khari thi k, ek larka aaya, mera haath thaam lia, or mujhse izhar e ishq krne laga..
Jamila: Haye Allah! Tmne use daanta nhi, khamosh kerne k liye kia kaha?
Shakila: Nhi tmhe to maloom he, Ammi ne mjhe ajnabi logo se baat krne se mana kia hai..