Hi The Cute

Hi The Cute
Hi

The Cute

Sweet

Most Graceful

The Smartest

&

Beautiful

Person




Khush ??






Chalo Ab Apna Kaam
Kro, Duusro''n Ko Bhi
Bewaqoof Banana Hy .. ;->
  

May, 14 2010     188 chars (2 sms)     2796 views       Funny

more Funny SMS Messages

Pathan ki Maa pathan se
Pathan ki Maa pathan se ;

"Uth jao dekho Sooraj kab ka

nikal aaya hai".
.
.
.
.
Pathan : "To kiya hua,

Wo sota bhi to Maghrib se pehlay hai...:-)"

GOOD MORNING
Laday To Other Lady : What Do Use For Washing Dishes. . . ?



Other Lady : Oh, I Tried Many Things But Found My Husband Best. . . ;->


Mehnat Se Aap Sab Kuch
Hasil Ker Sakty Hyn ... !!!


Izzat ,

Shohrat ,

Daulat




Aur Haan ...




Aata
Cheeni Bhi ... =P ;->
The SMS Of The Year 2009:

Woh Mujhse Meri Girlfriend Ka Pata Puchta Hai.

.
.
.
.
.

Kitna Pagal Hai, Apnay He Ghar Ka Pata Poochta Hai. :-)
Ek pathan or sardar ki khob pitai hue.
Dono birthday party me muft ka khana khaty huay pakray gaye or kehne lagay,
.
.
.
.
.
.
“Hum larki walo ki taraf se hain“
Can U Tell Me The Answer
Of

Sun + Lion + 1/4.......????
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
Socho....!!!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Nahi Pata...???
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
Ans:
Aftab Sher Pao........ ;->
Pakistan Ka Qaumi Phal
Sabr Ka Phal



Qaumi Libaas
Kala Coat



Qaumi Khel
Muzakarat



Qaumi Dua
Ya Allah Light Aa Jaye ... ;->
''Na Pooch teri judai k lamhay mein kaise bitata hun

pani men SURF EXCEL mila k bulbuly banata hun

o O o
o O''
Lrka apni Girl Friend se:
Meri Bachi
Meri shonu
Meri Gurya
Mujh Se Shadi Kro Gi?
Bolo Baby

Girl:
Mujhe Perpose Kr raha hai Ya Godh le raha hai...


1 Dehaati Ne 5 Star Hotel Mai Chai(Tea) Ka Order Diya.


Waiter Ne 1 Chhotay Se Cup Main Chai Di.



Dehaati Ek He Saans Main Chai Pee Kar Bola:



"Bao Mittha Theak Aye. Hun Chah Liya." :-)
''ALLAH AAP KI UMAR LAMBI KARE!
ALLAH AAP KO NAUKRI DE!
ALLAH AAP KO KHUSH RAKHE!
ALLAH AAP KI ROZI MAIN BARKAT DE!
YAAD HO GEYA?
CHAL PHIR KATORA UTHA OR SHOORU HO JA.''

Wife ( Kitchen Se ): Aji Suntay Ho,
Mai Aaj Kal Bohat Khubsorat ho Rahi Hon.


Husband: Tumhain Kese Pata?


Wife: Aaj kal Meri Khubsorti Dekh Kar Rotiyan Bhi Jal Rahi Hain. :-)