Chandi ka ghora soney ki lagam
Msg parhne walon ko mera salam
7up,Sprit peene walon kabhi paani bhi piya karo
Free k Msg parhne waly kabhi msg bhi kiya karo.
Father: Raat ko tum peekar room me gir gaye the.
Son: kya batau papa sab galat sangat ki wajah se hua.
4 dost, 4 bottle aur... saala peene wala sirf ek.
Pehle meri life ek khuli botel thi
Sub kuch perfume ki tara ur jata tha
Tumhare ane k baad sub kuch ruk gia ha
KHUDA kare tum jaisa DHAKAN har kisi ko mile
''Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge!''