pathan ne Language centre me Admision lia
Or agle din us se kaha gya k koi
Acha sa English sentence sunao
Pathan:josh me bola!
I shall never die B4 my death ;->
2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......