Dua Karte Hai Hum Sar Jhukaye, Aye Dost Aap Apni Manzil Ko Paye,
Ager Kabhi Teri Raho Main Andhera Aaye,
To Roshni Ke Lyie Khuda Humko Jalaye,,
Happey Friendship.!
Time is too slow 4 those who wait, too swift 4 those who fear, too long 4 those who grieve, too short 4 those rejoice but 4 those who have true friend like u time is eternity.
Surkh ankhon say wo jab hamein dekhtein hain
Hum gharbra kar ankhein jhuka letay hain
Kaun milay un ankhon say ankhein
Suna hai who ankhon sa apna bana letay hain