Bhula kar humahin wo bhi na khush rhy pain ge Smany nahi tu humary jany k bad ashk bahaain ge Dua hai KHUDA say k us ko kabhi ghum na dyna Wo tu bardash kar lain gy hum na kar pain ge...!!!
Rab ne "Maa" ko ye azmat-e-kamaal di,
Uski dua pe aayi musibat taal di,
Quran ne "Maa" k pyar ki is tarah
misaal di,
k
Jannat utha k "Maa" k qadmon me daal di..