Aaj key baad koi baat na honey dein gey hum.teri ankhon main barsat na honey dein gey hum.Aaj key baad din hi tera mukader hoga.teri khushion ki kabhi raat na honey dein gey.
Bas Aik Dua Hai Meri Apnay Khuda Say
Agah Rakhay Har Pal Mujhay Apni Saza Say
Mit''ti Hai To Mit Jaye Ye Hasti Meri
Par Dil Na Dukhay Kisi Ka Meri Waja Say
Surkh ankhon say wo jab hamein dekhtein hain
Hum gharbra kar ankhein jhuka letay hain
Kaun milay un ankhon say ankhein
Suna hai who ankhon sa apna bana letay hain