"EID Ki Dua"
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
Is Eid par
woh mere sath nhi hai..
magar woh, uski yaaden, uski baatain..
sub mujya yaad hain..
Us ne be mjya yaad kia ho ga..
phir mere khayalon main khoye howe..
Tasawar ki kis lamhe main
dhere se kaha ho ga.
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID