" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
Khushian ho overflow,
masti kabhi na ho low,
dosti ka surur chaya rahe,
dhan aur shorat ki ho bauchar,
aisa aaye aapke liye Edi KA TYOHAR... Eid Mubarak
for those.
jo CHAND niklnay ka be-sabri say Intizar kar rahay hain....
Give urselves a rest...........
KYON KE
mera aaj ghar sey nilkalney ka koi irada nai hai!!!;-:)>