NABI PAK (SALLALLAH-O-ALAIH-E-WASALLAM) NE FARMAYA:
"lOGON PR EK ZAMANA AYE GA KE UN KA,
MAKSAD UN KA PAIT HO GA,
DOLAT UNKI EZZAT HO GI,
AURAT UN KA KIBLA HO GI,
RUPEYA UN KA DEEN HO GA,
AUR WO BAD-TAREEN LOG HON GAY,
AUR AKHRAT MAIN UN KA KOI HISA NAHI HO GA"
Dost Ban Kar Bhi Nahin Saath Nibhaane Wala
Wohi Andaz Hai Zaalim Ka Zamaane Wala
Hum Ne Dekha Hai Gulistaan Ko Jalte Hue
Hai Koi Khuwaab Ki Tabeer Bataane Wala.