Teacher: Tum Bade Hokar Kya karoge? Santa: Shadi Teacher:- Nahi mera Matlab h kya Banoge? Santa-Dulha Teacher:-I means Bade Hokar kya hasil karna hai Santa- Dulhan
Rules 4 board exam:
Har sawal ka dat kar larna, lekhne me kami mat karna, mouka milay to peeche be dekhna. or 1 bat yaad rakhna aagay walay ka paper apna samajhna
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.