Chand ne Chandani ko yaad kiya,
pyar ne pyar ko yaad kiya.
Par hamare paas na pyar hain na chand,
Isliyen humne apneChand se bhi pyare Dost ko yaad Kiya
Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai, Jis tarah bin paani ke machli bechari hai, Ab na aur kuch khawish hai, Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai ek