Har roz 1 naya Banjata hai "DOST"
Humsa na mila hai na mile ga tumhe "DOST"
Azmaish shart hai to dekh lo azma kar,
Hum sa mil jae to mat kehna hamey "DOST
Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti
dosti sirf jazbat nai hoti ,
kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka
warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti.