Jo chiz mang kar mile wo mannat hai,
Chaha kar mile wo chahat hai,
Pass ho to amanat hai,
Dil se mile wo rahemat hai,
Par tumare jaisa dost mile wo kismat hai.
Difference between LOVE & FRIENDSHIP- Balance nahi he fir b kuch b karke baat krna is LOVE.. . . . . . . .Balance hone k baad b miss call hi karna is FRIENDS.
Phulon ki Tareef sab Karte hain,
Badi Mushkil se Log Kanton pe Gaur Karte hain.
MALI to Sirf Naam ke hote hain,
Phulon ki Hifazat to Kante hi Karte hain