Mustakil is jahan main tum bhi nahin.
Mustakil is jahan main hum bhi nahin.
Na musarrat hi mustakil hai yahan.
Mustakil is jahan main Ghum bhi nahin.
Phir adawat hi mustakil hi kyoun ho.
Aao kuch is tarha na ker dekhen.
In andheron main roshni ker lain.
Aao Dosti ker lain.
Aao Dosti ker lain.
Ajnabi galeyon se hum guzra nahi karte,
Dard-e-dil liya aur diya nahi karte,
ya dosti ka rishta sirf tum se hai,
warna itnay SMS kise ko kiya nahi karte