Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon
~;;~ Sweet friendship sms in hindi for your best friend ~;;~
zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi 1. dil ki dhadkan 2. parchhayi 3. khushiyan 4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.
Jab Waqt ne Zindagi se Hisaab maanga,
To humne socha kya Khoya or kya Paaya,
Khone ka to Hisaab na mila,
Yaad raha to bas itna ke Dost ap jaisa bhi payaa
Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti
dosti sirf jazbat nai hoti ,
kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka
warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti.