Walking With A Friend

Walking With A Friend
Walking With A Friend

In Dark Is

Better Than

Walking Alone

In Light .
  

Jun, 16 2010     81 chars (1 sms)     2313 views       Friendship

more Friendship SMS Messages

Thank you for touching my life in ways you may never know.
My riches do not lie in material wealth but in having friends like you a precious gi ft from God!
I m mirror
“Tum mujhe dekh kr hasoge to mai bi hasaonga,
rowge to mai bi rownga,
BT tum mujhe maroge to mai nhi marunga mai to tut jaunga”.
Dat’s friendship..............
Dilon ko khareedne wale hazaar mil jayenge,
tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge.
Milega na tumko hum jaisa koi,
milne ko to dost beshumar mil jayenge.
vishvas ki ek jori hai Dosti,
betab dil ki majboori hai Dosti,
na mano to kuch nhi,

Aur

mano to zindagi ki kamzori hai Dosti..!
What is the difference between BLOOD and FRIEND.
BLOOD enters the heart and flows out.
But FRIEND enter the HEART and Stays inside Forever.
Aisi Kia Dua Doon Tum Ko , Jo Tumhari Labon Pe hansi k Phool Khila day..
Bass Yehi Dua Hai Meri , Sitaron Si Roshni Khuda Tumhari Taqdeer bana De ...

( AMEEN )
I can''t
recall
how the two of us
started
to
know
each other.

All I know is
there''s something
in you that makes me
feel fine!

So i hope
you''ll never
change
and be the
same person
whom I''ve
known from the
start..
Bicharr ke to khat bhi na likhe yaron ne,
Kabhi kabhi ki adhoori si baat se bhi gaye.!
Wishing To Be

Friends Is

Quick Work,

But Friendship


Is A Slow


Ripening Fruit.
Chand ki dosti raat se subah tak...




Suraj ki dosti subah se sham tak...




"Par Hamri Dosti...!






Pehli Mulakaat see aakhri Sans tak?
Frndshp is a chain of gold.

Each link is a smile,

a tear,

a laugh,

a grip of d hand,

a word of cheer

No matter how heavy d load,

I''ll b ur Friend

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to

Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey

Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho

Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho