“DOSTI mosam nahi, keh
apni muddat pori karay orr
rukhsat ho jay,
DOSTI sawan nahi, keh
toot kar barsay or
tham jae,
DOSTI aag nahi, keh
sulgy bharkey or
bujh jae,
DOSTI aftab nahi, keh
chamkey or
doob jae,
DOSTI phool nahi, keh
khiley or
phir murjha jae,
DOSTI to saans hai jo chaley to sab kuch
toot jae to kuch bhi nahi…….. …
DOSTI ACHI HO TO RANG LATI HAI,
DOSTI GEHRI HO TO SAB KO BHATI HAI,
DOSTI NADAAN HO TI TOOT JATI HAI,
AUR DOSTI HUM JAISO SE HO TO HISTORY BUN JATI HAI
Ek dost aisa chahiye jo
Hume apna maan sakay
Hamray har dukh ko jaan sakay
Chal rhay hoon hum tez barish mein phir bhi pani
Mein ansso ko pehchan sakay