Bhar bhar ke jaam

Bhar bhar ke jaam
Bhar bhar ke jaam pilaao,
chang aur mridang bajao,
gile shikve bhul jaao,
man galiyaara chaheke,
aisi satrangi chadar faihrao,
aao sab milkar holi manao!
  

Jun, 16 2010     159 chars (1 sms)     4658 views       Holi

more Holi SMS Messages

2 Din Baad Aap LAAL, PEELE, HARE, KAALE ho jaoge.
Ghabrao Nahi Yaar 2 Din Baad “HOLI” Hai
And Remember I Am The First Person To Wish You
“HAPPY HOLI”…
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai
If wishes come in rainbow colors then I would
send the brightest one to say Happy Holi
A true and caring relation doesn’t have to speak loud,
a soft sms is just enough to express the heartiest feelings.
Enjoy the Indian festival of Holi with lot of fun.

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai

Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Bhar bhar ke jaam pilaao,
chang aur mridang bajao,
gile shikve bhul jaao,
man galiyaara chaheke,
aisi satrangi chadar faihrao,
aao sab milkar holi manao!
Pichkari ki Dhar

Gulal ki bauchar

Apno ka pyar,

Yahi hai holi ka tayohar

Happy Holi!!!!
Agr Aap Muje Sms Nhi Karoge To 1 Din Baad Aap
Lal
Pile
Hare
Kale
Nile
Ho Jaoge
Ghabrao Nhi Yaar 1din Baad ''HOLI'' He Is Liye Happy HOLI
Khaa key gujiya, pee key bhaang,
laaga k thora thora sa rang,
baaja ke dholak aur mridang,
khele holi hum tere sang.
HOLI MUBARAK!!!!
Aapne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai mein jaana chod diya.

Areyy yeh kia ?
Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,

Holi Mubarak!