Apki Jeevan main

Apki Jeevan main
Apki Jeevan main hamesh khusiyon ke rang barse, Happy Colorful HOLI!!!!!!!
  

Jun, 16 2010     75 chars (1 sms)     2460 views       Holi

more Holi SMS Messages

Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai
NATURE KA HAR RANG
AAP PE BARSE
HAR KOI AAPSE HOLI KHELNE KO TARSE
RANGDE AAP KO MIL Ke SAB ITNA
KI AAP WOH RANG CHHUDANE KO TARSE.
ENJOY COLOURS HAPPY HOLI
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,

Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Jeewan k har rang dosto se hai Koi Laal,
Koi Neela Koi Hara,Koi Peela
Par jab bhi aapko dekhte hai dil bus yehi puchta hai.
YEH NAYA rang konsa hai. Happy Holi
Khana Pina Rang Udana
Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana.

Geet Gao Khoshiya manao
Bolo mithi boli
hamari tarafse Aapako
HAPPY HOLI..
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,

Holi Mubarak!

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai

Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Aapne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai mein jaana chod diya.

Areyy yeh kia ?
Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara….
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!
Best wishes to you for a
Holi filled with sweet moments
and memories to cherish for long.
Happy Holi!
, , , , ,

, ,
, , räin

, , U, ,

/

barish karvayi hai apke liye

Naha lena

Holi ka intezar mat karna.... Abhi 4 din hain..
If wishes come in rainbow colors then I would
send the brightest one to say Happy Holi