Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain
Dil ki Awaz se nagme badal Jate hai, sath na De to apne Badal Jate hai, palke
bhi jara sambhal ke jhapkna kyoki Palke Jhapkne se Aksar sapne Badal Jate hai.
ishq k bhi kuch adab hua kartay hain
khusk ankho mai bhi sailab hua kartay hain
har ek ro k dikhay zaruri to nahi
khushk ankho mai bhi sailab hua kartay hain