tupash say bach kay ghataaoon mein beth jatay hain
gay huwaoon ki sadaaoon mein beth jatay hain
hum irdgird kay mousam say jab bee ghabraa jain
tery kial ki chaoon mein beth jatay hain.....
"Hawaon" K Hath "Arman" Bheja Hai * "NETWORK" K Zariye Ek "Paigham" Bheja Hai * "Fursat" Mile To "Qabool" kr Lena * "MAIN NE" Muhabbaton se Ap ko "SALAM" Bheja Hai.
"Hum Ko GaLi Main dekh kar Khud Ko Chupa Lia,
jane ye DUSHMANO ne usay kia sikha diya,
ghar us ne kia banaya MASJID k samne....
CHAHAT ne us ki hum ko NAMAZI bana diya"
Aaj bhi unhe pyaar karte hain hum,
har pal unka deedar karte hain hum,
woh na mile uska gum nahi...
par jiyen kaese kyunki aaj bhi utna hi yaad karte hain hum!