Yuhi ter pyaar mein behekne ko ji chahata hai,
tere saath saath chalkar zindagi bitane ko ji chahata hai,
tum ho door par tumhari yaadein dil mein hai,
isi tarha roz un yaadon mein machalne ko ji chahata hai
ISHQ AUR DOSTI MERI ZINDAGI KA UNWAN HAY
ISHQ MERI ZINDAGI DOSTI MERA EMAN HAY
ISHQ PAY KAR DON MEIN APNI SARI ZINDAGI
PAR DOSTI PAY MERA ISHQ B QURBAN HAY
Can I say I love you today? If not, can I ask you again tomorrow? And the day after tomorrow? And the day after that? Coz I''ll be loving you every single day of my life.