Pyar ko chod kar tum koi aur baatkaro
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai
Meri khatir na woh badnam kahin ho jaye
Esliye unki har mulaqat se dar lagta hai
Sitaron ke bagher asmaan mein rakha hai kia?
Bin teray jeenay mein rakha hai kia?
Lagta hai sub kuch adhoora adhoora sa
Khushi ke baghair hansnay mein rakha hai kia?