Pyar ko chod kar tum koi aur baatkaro
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai
Meri khatir na woh badnam kahin ho jaye
Esliye unki har mulaqat se dar lagta hai
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye,
Har nazar mein bas pyaar nazar aaye,
Tumhe jiski talash hai mere dost,
khuda kare wo khud tumari talash mein aaye
Kuch Umer Ki Pehli Manzil Thi, …. Kuch Raste Thay Anjan Buhat, …. Kuch Ham Bhi Pagal Thay Lekin, …. Kuch Wo Bhi Thay Nadan Buhat, …. Kuch Usne Bhi Na Samjhaya, …. Yeh Piyar Nahi Aasan Buhat, …. Aakhir Hamne Bhi Khail Liya, …. Jis Khail Mein Thay Nuqsan Buhat