kiya zaruri hay kay mein nay jisay chaha tha kabhi
agli duniya bhi meray piyar ko us ka paye
kiya zruri hay jo dharka na kabhi meray liye
agli rut mein bhi mera dil usay pathar paye
Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata,
ban gayay to sooraj say bachaya nahi jata,
ab tum ho muqabil to mujhay harna hoga,
tum ko to meri jan haraya nahi jata ........
Chal aisy dais main chalty hain Jhan chand aur sooraj milty hon Jhan rang titley phelati hon Jhan khoshe kay jharnay behty hon Jhan baton say khoshbo ati ho Jhan piyar ki basti basti ho
nafratain lak mili koi muhabbat na mili
zindagi beet gai par rahat na mili
teri mehfil may har shaks ko hansta deka
ik may tha jisay hansnay ki ijazat na mili
Mohabbat. Kia Hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jo
Yaqeen Ban K Soch Me
Ummeed Ban K Ankh Me
Raonaq Ban K Chehre Pe
Aitmad Ban K Baato Me
&
Ehsas Ban K
Dil Me Rahe.