True love is eternal

True love is eternal
True love is eternal, infinite, and always like itself. It is equal and pure, without violent demonstrations: it is seen with white hairs and is always young in the heart.
  

Jun, 12 2010     171 chars (2 sms)     2315 views       Love

more Love SMS Messages

Husband biwi se Phone par:

"Kiya pakaya hai aj khanay mein?"

Biwi (ghussay se):
"Zeher"

Husband:
kha kar so jana, mein dair se aonga.
Sometimes i wonder what life wud b like if i never met u..
Coz 1 year down the line.. i''ve never loved anybody else..
as much as i love u.. I love u more than life itself..
(MOHABAT NAAM HAI MERA)

Ajab andaaz hain mere,

Hazaaron raaz hain mere,

Anokhe saaz hain mere,

Sabhi aijaz hain mere,

Kaise abhaam hain mere,

MOHABAT NAAM HAI MERA,

Mein jis k pass jata hun,usey pagal banata hun,

Kabhi hansna sikhata hun,kabhi har pal rulata hun,

Yahi to kaam hai mera,

MOHABAT NAAM HAI MERA,

Nasha sa chaney lagta hai,maza sa aaney lagta hai,

Mujhe jo chahne lagta hai,mere gun gaaney lagta hai,

Nasheela jaam hai mera,

MOHABAT NAAM HAI MERA.
Tujhay kia khabar teri yaad
Nay humein kaisay kaisay sata dia
Kabhi khalwaton mein hansa dia
Kabhi mehfilon mein rula dia
Teray ishq mein kabhi yun huwa
K namaz apni qaza hui
teri aarzoo ne kabhi mujhe meray pak rab se mila dia
Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay
Trust me, that the Life is not a Life without You.
You are amazingly amazing,
beautifully beautiful,
and heavenly heavensent
while being imperfectly perfect.
You are the one for me..!!
"I''ll give you the moon at night
I''ll give you star that lights your eyes
I''ll give you the sun that made just one more dawn
So another day may come
I''ll give you my heart and soul
I''ll be there to catch you when you fall
When you ask me what I give to you
Girl I''ll give it all"

Marry Me Sweetheart
Hur dil ke dharkan mein koe baat hoti hai.
Hur udas zindigi me kisi ke yad hoti hai.
Tumhain pata ho na ho tumhari Hur khushi k peche humari (dua) hoti hai
Wafa ruswa nahe krna,
Suno aisa nahe krna,
Main pehlay he akela hon,
Mujhe tanha nahe krna,
Bohat massrrof ho jana,
Tou socha nahe krna,
Bharosa bi zaroori hy,
Magr sab ka nahe krna,
Muqadar phir muqadar hy,
Kabi daawa nahe krna,
Jo likha hy wo hona hy,
Kabhi shikwa nahe krna,
Meri takmeel tm se hy,
Mujhe aadha nahe krna,
Haqiqat hy milan apna,
Isay sapna nahe krna,
Humain tm yaad rehty ho,
Humain bhoola nahe krna
I"d be ur
TEARS!

So,i can be
concieved

in ur
HEART,

born in ur
EYES,

live on ur
CHEEKS,

& die on ur
LIPS
L () \/ E

Is A Pathway Of Many
Colors N Dead Ends.

But When

The Right Path Is
Chosen,
The Sights Are Amazing. . . ?