Koi ankhon se baat ker leta hai,
koi ankhon me mulakat ker leta hai,
bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh rehker saval ker leta hai...!!! :)
Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata,
ban gayay to sooraj say bachaya nahi jata,
ab tum ho muqabil to mujhay harna hoga,
tum ko to meri jan haraya nahi jata ........