yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
''Agar molana hazrat film bana nai
lagai to film kai naam is tarah hongai ``islam aaya tum na aaye
kaho na ramzan hai
hum zakat de chuke sanam
kabhi rozai kabhi ramzan
hamari tasbi aap ke pass
molvi banaya aap ne
shaheed to hona hi tha
janam sajda karo
ye molvi aap ki naam''''''