Pyar kiya to unki mohabat nazar ayi,
dard hua hume to palke unki bhar ayi.
Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,
dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
Hanskar woh gamm ki saza dete hain,
zeher main thoda sa pyar mila dete hain,
jab bhi naam aata hain unke diwano ka,
log meri taraf ungliyan utha dete hain......!!!