Kal halki halki barish

Kal halki halki barish
Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka rawa bhi tha
Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un me aap ka aks bhi tha
Kal badal kaalay gehray thay
Kal chaand pay laakhoon pehray thay
Kuch tukray aap ki yaadoon k
Bari der tak dil mei thehray thay
Kal yaadein uljhi uljhi theen
Or kal tak yeh na suljhi theen
Kal yaad bohat tum ay thay
Kal yaad bohat tum ay thay
  

Jun, 11 2010     374 chars (3 sms)     2401 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

1 day :-)
2 days :-)
3 days :-)
4 days :-)
INFACT MY ALL DAYS
ARE
SO LONELY
BECAUSE
**I M MISSING U SOO MUCH**
When daylight turns to a darkened hue,
The lovely stars hinting at you,
ur heart beat tells you something true,
That some 1 badly missing you!!
Kuch tabeeyet hi mili thi aisi
chain se jeene ki soorat na hui,
jisko chaha usey apna na sake,
jo mila uss e mohaabaat na hui..
Judai aapki rulati rahegi, Yaad aapki aati rahegi, Palpal jaan jati rahegi.
Jab tak hai is jism me jaan, Har saans rishte nibhati rahegi
I Miss You

when

You Are Not Near Me

I Long To Hear
Your Steps

That''s By Far,

The Sweetest Music

My Ears Await Everyday ...
In school they taught me that:
1 hour = 60 min.
1 min= 60sec.
but they never told me that:
1 sec. without U = 100 years.
Miss U
Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga
:Yadon" me Na
Dhundo Humo...
"Dil" Me Hum Bus
Jayenge....

Tamanna Ho Agar
mile Ki
To....."ON" Karo
Mobile

Hum "INBOX" Me Hi
Mil Jayenge!!!!!!!!!)
I don’t like missing you, but I love having you to miss... Miss U!
i may seldom tell u how special u are,
i may not be able to reach u
because
we''re both busy,
but in spite of all,
u know u are someone
i really miss & care about.
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya

Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya

Mehfilon main kahin bhi maza na raha
Rakha dil pay pather to khud ko sajaya

Baat bay baat apni aahain daba ker
Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya

Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki
Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya

Kya muqadar say shikwa kertey rahain
Jo qismat main tha wohi kuch to paaya

Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain
Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya

Apnoon nay palat kay daykha tak nahin
Ghairon nay aaker galay say lagaaya
Chand lamho ki zindgani he,
nafarato se jiya nahi karte,
lagta hai dushmano se gujarish karni padegi,
kyuki dost to yaad kiya nahi karte.