2 Friends ne Jungle mein ek Sher ko dekha to ek dost Darakht pe charh gaya aur doosra Zameen pe let gaya aur saans rokli. . . Sher paas aya aur bola: . . . Na puttar Na.....yaha pe Zubaida aapa k totke nahi chalte.
BOY: Apni beti ki shadi mujse kar dain mei apko us k wazan k brabar sona dunga
MEMON: Muje waqt do
BOY: sochne ko?
MEMON: Nahi beti ka wazn barhanay k lyae