Wohi Sheikh sb k batay ne kaha abu meri shadi pe atish bazi bhi honi chahye.. Sheikh sb kehtey beta fiker na karo koi patkha thuss nai hoga .. jab barat le ker gaye to Sheikh sb sub se agay they orr mou se awazen nikal rahe they.. THA THA THA .. DUZZZ DUZZ DUZZ... Wah sheikh sb ..
Kid: Ammi aaj abbu ne bus main mujhse kaha k Aunty ko bethne k liye jaga de do.
Mom: Phir tumne jaga di?
Kid: No.
Mom: Q?
Kid: Main to khud abbu ki goad main betha tha.
Jis Trha Tu Hotel Me Bartan Manjhta Hy
Puri Puri Raat Sirf MisCall Marta Hy
Jb Tera Balance Khatm Hojata Hy
Suna Hy Balance K lye Road Pe Nanga Nachta Hy ;->