zarday aur zardar

zarday aur zardar


"Zarday" Aur "Zardari"
mein kia farq hy ... ?


Ek ko Khushi mein
khatey hyn

Aur

Duusra Khushio''''n ko
kha jata hy ... ;->
  

May, 06 2010     143 chars (1 sms)     2480 views       Funny

more Funny SMS Messages


After the Announcement the final result of class, father asked his son.

Father: Beta Tumhara result Kesa Raha?
Son: Abbu, Teacher ne kaha ke Zyada tar bachay fail hain.

Father: Beta Aapka Result kiya Aaya hai?
Son: Abbu, Woh jo Dr uncle hai na unka beta bhi Fail ho gaya hai.

Fathar: Tumhara Result Kiya aaya hai?
Son: Abbu, Woh jo mera Dost hai na jiske Papa Engineer hain na, woh bhi fai ho gaya hai.

Father: Abay Tu bata, Tera result Kiya aaya hai.
Son: Mai kiya Allama ki Aulaad hon jo pass ho jaonga. :-)
1 admi ki shadi hui, us ne dost se mashwra lya k wo kese apni bv ka dil jeet skta hy

Frnd: Us k pas cigerate lga kr jana or us ka dhunwa us k mu pe mar k kehna
Janu agr tm kaho to ye adat b chor skta hun.

Us ne ja kr esa hi kia....!

Bv ne sun kr jwab dia


"Agr Gold Leaf hai te ek suta menu v lawa"
agar koi mujh sey pochchey "teri Mohabat ka naam kya hai?"




to mein kahoon" tenu kee takleef ee"
Punjab Coventon ki kamyaabi k baad MQM k leaders k naye naam:

Choudry Haider Abbas Rizvi

Faisal Butt Subzwari

Rauf Gujjar Siddiqui

Mian Farooq Sattar

Shaikh Waseem Akhtar

Rana Babar Gouri

Syed Mustafa Kamal Gillani . . . ;->
Aik Elephant agar
Nangey Aadmi ko
dekhay ga to kha
Sochay ga?

Nahi Pata?
Ye hi k..

ye Aadmi iti si soond se paani kesay pita hoga..?
ha ha ha ha ha r
Nangey Aadmi ko
dekhay ga to kha
Sochay ga?

Nahi Pata?
Ye hi k..

ye Aadmi iti si soond se paani kesay pita hoga..?
ha ha ha ha ha
Ek BALL pe 2 ChokkAy

Or

Ek Life me 2 MAuqAy nhi miLtAy . . .

JAwAni pe LAgA ShAbbAb

Or

Zor se LAgA PishAb ziAdA dAir nhi ruktA . . :p ;->
Kanjusi ka matlab kya?





Na call, na sms mila?





Parh parh msg hasda ja?



Saadi ker na koi parwah?




Mera balance muka?





Te apne set nu taala la

Tum Na Mile To Tumhari YADOON K Saharey He Jee
Lengey,

Warna Teri Shaadi Me Aa
K


K

K

K

K

K "*COCA COLA*"
He
Pee lengey... ;->
BrRrrrr =P
''Khush to bahot hoge tum,Ki forward karne ke liye SMS mil gaya,Magar aab kya karoge...?Jab msg me kuch bhi nahi mila...?''
Dekh0 bacho apnay mulk k halaat.

kahin h0 rahay hain dhamakay to kahin pr rhay hain faqay.

isi lye kehtay hain



bachay 2 hi achay


Yeh ladki

Uffff

Ya allah

ItnI sundar

Haye

ItnI smart

Oye hoye

ItnI mast

Haye main mar janwan

ItnI cute

Itni IntellIgent

ItnI lovable

Aur kItnI sweet hai

WARNING: Iss msg ke sabhi shabd farzii hai.
Inka hamari duniya se koi talaq nahi hai.
eslia aisi chizon par dhyan na dein.”
1 Bacha Bench Pr Betha 1 k Bad 1 Toffee Kha Rha Tha.

1 Admi Ne Dekha Tu Bola: Jo Log Ziada Metha Khate Hen Un Ka Jaldi Intiqal Ho Jata He

Bacha: Mere Dada Ki Umr 106 Sal Thi.

Admi: Acha! Wo Metha Kam Khate Hon ge? Hai na.

Bacha: Nhi Wo Apne Kam Se Kam Rakhte The