pathan ki bv bhaag

pathan ki bv bhaag


Pathan ki B-v bhaag gai 3 din baad wapis aaye
Pathan ghusse se bola
''''Ab kya lene aayi ho''''

Pathan ki B-v boli
''''Main apne mobile ka charger bhool gai thi'''';->
  

May, 06 2010     181 chars (2 sms)     3865 views       Funny

more Funny SMS Messages

Bus chali
jhatka laga
ek sardar ek larki par gira
larki boli:
badtameez,kya kar rahe ho...
Sardar bola: SINDH University se B.COM kar raha hoon.


Ek Hair Transplant Kerney Wali
Company Ney Add Banaya Hae:






Aap Shaher Say Ayin Ya Pind Say..






Hamein Hamdardi Hay Sirf Aap Ki Tind Say..!! :-D
Arz kia Hai!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.

wah wah!

Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.

Khud hi Hans Kar kaho gy,
MADE IN CHINA . Hahahahahahahaha
Yaaar T.V chck Kr
Parvez Musharraf Ne Duubara Wardi ChahrhaLi Hy



Ek Aur Bana Dya



Happy April Fool In Advance ;->
Pappu Pinky ko pasand karta hay or Pinky Pappu k bhai ko jab k Pappu k bhai ko Pinky ki behen achi lagti hay lekin Pinky ki behen Pappu ko pasand karti hay haalaan k Pappu pehlay hee Pinky ko chahta hai.
Ab jab k Pinky ko Pappu acha nahi lagta aur Pappu ka bhai Pinky k liay raazi nahin hai aur Pappu Pinky ki behen se pyaar nahi karta jab k Pinky ki behen ko Pappu ka bhai acha nahin lagta...

Ab batao k is poori situation main kya kiya jaye..? ;->
"Bike Rider To Sarjant
Sir Mere Documents Complete To Hain.

"Phir Chalan Kaisa

Sarjant.

Double Sawari Khul Gayi Hai,
Aur Tum Single Ja Rahe Ho. ..
In class room 1 boy was praying Allah Allah.

Teacher: y r u praying in classroom?

Boy: Mom adviced me dat b4 sleeping u must pray Allah Allah
" Aisi Konsi Jagha hai Jaha Mard or Auraat dono k baal "CRUELY" Hotye hain "


Kiya ??

Socho ??

Ek chance or lo ?

You dirty mind ...


ans: AFRICA
Phatan train me su su kr k aya
.
.
BV:
Ap ka pyjama geela kyu hy?
.
Phatan:
Toilet mein likha hy
“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”
Your girlfriend is:
Smart.
Intelligent.
Sweet.
Talented.
Excllent.
Romantic.
In short she is your S.I.S.T.E.R.
Allama Iqbal Apni GirlFriend Ko Kis Trha Sms Kerte . . .

Ae Jaan-e-Jaan Tere Intizaar Main Aankhain Nam Hyn


Ye Last SMS Hy Kyun K Balance Kam Hy . . . ;->


Life While Doing M.B.B.S

1sr Yr: Yahoo I''m In
Medical College

2nd Yr: Kahan Phans
Gaya? Help Me

3rd Yd: Severe
Migraine, Sumtymz
Pagalpan b

4th Yr: Aah Soon It''ll
b Over

5th Yr: Finaly It''ll b
Over

House Job: I Did It

Job : I Love Myself

W8 a Min !
Sunthing Is Missing


Ohhh !!! Meri
"JAWANI" ;->