Fat SMS Messages372 messages

HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN HUSSAIN SAY HOON AUR HUSSAIN MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FatIMA HUSSAIN KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN HUSSAIN K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.
HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN HUSSAIN SAY HOON AUR HUSSAIN MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FatIMA HUSSAIN KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN HUSSAIN K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.
karbala ki khak per kiya admi sajday main hai

maut ruswa ho chuki hai zindagi sajday main hai

ALI(A.S)ka bach raha tha waqt-e-fajar

FatIMA(S.A) KA LAL SHAYAD AB USI SAJDAY MAIN HAI
Hazrat-e-Abbas(a.s.) shahay laFata k shair hain
khandaq_0_khaibaar k woh yai karbala k shair hain
kyoun na hoon her jang main yai misley haider Fathayaab
woh khuda k shair yai shair_e_khuda k shair hain
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey Fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
Kitni Bulandiyoon pai hai Eaiwan-e-FatIMAH(S.A)
Roouh-ul-Ameen hai soorat-e-Darban-e-FatIMAH(S.A)
Hasil kahan demagh ko Irfan-e-FatIMAH(S.A)
Khuld-e-Bareen hai Naqsha-e-Imkan-e-FatIMAH(S.A)
Kuch is liye bhi mujh ko Tilawat ka shauq hai
QURAAN hai lafz lafz, Sana Khwan-e-FatIMAH(S.A)
Zeynab:

hay Zay say zennat e ajdad
yeh say yakta hy
to noon say yeh nabuwat ki mohsina tehri
jo bay ka raz ko khoolo to bay ali bolaa
thi baab e eelm ki beti to maulima tehri
misl e Fatima zehra thi hubahoo zeynab
khayal e Fatima deen ki hay aabaroo zeynab
Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me
Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me
Bha gai qasim ki surat jab zameen k chand ko
ye kaha yun saatwin me chaudwin ka chand ny
hay pisar qasim hassan ka Fatima ki gaud me
Aisa lag raha k chaand agay hy chaand ki gaud me
Aye Jhoot Ke Fatwoon Ki Dukan Kholne Wale
Farman-e-Payumber Ko Na Is Tarah Bhula De
Hum Matam-e-Shabbir Se Ruk Jain Gay Aye Dost
Shabbir-o-Shareeyat Main Zara Farq Bata De
Khush na Hamse Dushman e Haider Hua,Acha Hua
Dushman e Haider Ka Hamse Dil Jala, Acha Hua
Hogaya Nazdeek Mujse Rab Mera Ayy Doston
FatIMA ke Dushmano Se Fasla, Acha Hua
Krbala K Jaan
Nisaroon Ko
SALAM
Fatima Zahra K
Pyaroon Ko
SALAM
Jo Hussaini
Qaflay Mein
Thay Shareek
Kehtay Hain
Attar
Saroon Ko
SALAM
Hussain Teri
Taazeem Ja-Baja Hogi

Yazeed Teri Tazleel
Barmala Hogi

Har Ek K Dil Pe Lagi Hy
Gham-e-Hussain ki Mohar

Agar Shikast Ye Hi Hy
Tou Fatah Kia Hogi ??