Fat SMS Messages372 messages

ajeb kashmakash k raastay hain
Bari kathin yeh musaFatain hain
Main jiski raahon main bujh gaya hoon
Usi ko mujh say shikayatain hain
Shikayatain sab bja hain laikin...
Main kaisay usko yaqeen dilaon?
Usay bhulaon tu mar na jaon
Main aisay khamosh imtihaan main
Kahan kahan say guzar gaya hoon
usay khabar bhi nahi hay shayad
Main dheeray dheeray bikhar gaya hoon....
RaaStOn Kii Marzii hAi
Be-Zameen lOgon Ko
Be-Qarar AankhOn Ko
Bad-NaSeeb QadmOn Ko
Jis Traf Bhi Ley jAien
RaaStOn Kii Marzii hAi

Be-NiShaan JaZeerOn Pey
Bad-gUmaan ShaarOn Mein
Be-Zubaan mUSafir Ko
Jis Traf Bhi Bhatka dien
RaaStOn Kii Marzii hAi

ROk Lien Ya Barhney Dien
Thaam Lien Ya Girney Dien
Vasl Kii LaKeerOn Ko
tOr Dien Ya Milney Dien
RaaStOn Kii Marzi hAi

AjnAbii Ko Ley Kar
hUmSaffar Bana Daalien
Saath Chalney WalOn Kii
Raakh Bhii Ura Daalien
Ya mUSaaFatin Saarii
Khaak Mein Milla Daalien
RaaStOn Kii Marzii hAi ...!!!
Muje manzilon se aziz hain teri rahguzar ki musaFaten
K likhi hain mere naseeb men abi umar bhar ki musaFaten

Isi ik pal ki talash men jise log kehte hain zindagi
Teri rah guzar men bikhar gayeen meri umar bhar ki musaFaten...;>
Tere Awaz Se Awaz Mila Li Jaye

Shayed Is Tarha Mere Aah Na Khali Jaye

Mausam e Gul Hai , Andhera Hai , Akaila Pan Ha

Apnay Maazi Se Koi Yaad Nikaali Jaaye

Uski Jaanib Se Likhain Khud Ko Muhabat nama

Us Se Milti Hui Tehreer Bana Li Jaaye


Din To Hi jaaye Ga Waqfay yGhamay Dunya RifFat

Uski Yaadon k Liye Raat Bacha lee Jaye
Tere Awaz Se Awaz Mila Li Jaye

Shayed Is Tarha Mere Aah Na Khali Jaye

Mausam e Gul Hai , Andhera Hai , Akaila Pan Ha

Apnay Maazi Se Koi Yaad Nikaali Jaaye

Uski Jaanib Se Likhain Khud Ko Muhabat nama

Us Se Milti Hui Tehreer Bana Li Jaaye


Din To Hi jaaye Ga Waqfay yGhamay Dunya RifFat

Uski Yaadon k Liye Raat Bacha lee Jaye
Ab hum nay bhi unse naraz rehnay ki thaani hay.
Roz o Shab Umr e Rawaan Ki Bus Yeh Kahani hay.
Socha Hay k ab na kabhi Unko Yaad Ayengaya.
Masla TO yeh Hay kay Unko Kese Bhool Payengay.
AnDaz Fatah Ka Magar Chehre Pe weeerani hay.
Dil Hay toota hua Or ankhon se Behta paani hay.
Kehnay ko kehna Chahoon to kuch or boldoon.
is pyar ki kahani ko naya Mor Doon.
Phir bhi is dil ko abhi Awaaz lagani hay..

kia tum nay bhi hum se naraaz rehnay ki thaani hay?
Ab hum nay bhi unse naraz rehnay ki thaani hay.
Roz o Shab Umr e Rawaan Ki Bus Yeh Kahani hay.
Socha Hay k ab na kabhi Unko Yaad Ayengaya.
Masla TO yeh Hay kay Unko Kese Bhool Payengay.
AnDaz Fatah Ka Magar Chehre Pe weeerani hay.
Dil Hay toota hua Or ankhon se Behta paani hay.
Kehnay ko kehna Chahoon to kuch or boldoon.
is pyar ki kahani ko naya Mor Doon.
Phir bhi is dil ko abhi Awaaz lagani hay..

kia tum nay bhi hum se naraaz rehnay ki thaani hay?
Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye
Tark-e-Ta’alluqaat Ka Charcha Na Kijiye

Jurm-O-Sitam Ka Paas Bhi UlFat Mein Shart Hai
Palkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na Kijiye

Aisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot Jaaye
Har Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na Kijiye

Hamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain Aap
Us Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye
Raaz-E-UlFat Chupa Ke Dekh Liya
Dil Bahut Kuch Jalaa Ke Dekh Liya
Woh Mere Ho Ke Bhi Mere Na Huai
Un Ko Apna Bana Ke Dekh Liya
Mujay Kuch Tumsay Kehna Hai

Magar Tahro
Yeh Ik Lamha Jo Azal Say Hay
Kaye Sadioon Ki Bay Chani Simat Aye Hay
Iis Ki Dobthi , Sahmi Si Sansoon Main
Hazaroon Ratjagoon Ka Dard Hay
Is Kay Tasalsul Main
Yeh Ik Lamha
Yeh Meri Baykran Chahat Ki Gerdash Ka Hasee Lamha
Yeh Ik Lamha Guzer Jaye
Tu Shaed Ishaq Ki Manzil Nazer Aye
Meri Yeh Bay Nishan Chahat
Abad Ki Bay Kran Woset Ko Cho Aye
Yeh Ik Lamha
Jo Sang-E- Rah Hay Sadioon Ki Bay Payan MusaFat Ka
Nishan Hay Un Ginat Rohoon Ki Un Daki Mohabbat Ka
Gubar-E- Wad-E- Seena Say
Wo Sab Karwan-E- Shoq
Jo Latay Hain Giran Maya Karamat, Hay
Yeh Lamha
Yeh Lamha Jo Azal Say Hay
Abb khawabo mein ristey banata hu,terey daman ko or karib pata hu,rahein ulFat muskil hai magar Kanchi teri yadon se apni sansey chalata hu!!
Rasm-e-UlFat hi ijazat nhi daiti warna

hum bhi aisa tumhain bhoolain k sada yaad karo.