zehar SMS Messages26 messages

"Wo zehar Daita To Dunya Ki Nazroun Mein Aa Jaata...!


"Kamal Ki Sooch Thi Uss Ki, Us Ny Piyar Kiya Aur Chhor Diya..."
Hamein Pata Tha K Teri Muhabat K Jaam Mein zehar hai Lekin.!

Tere Pilany Mein Khaloos itNa Tha k HuM Thukra Na Skay… !
Hamein Pata Tha K Teri Muhabat K
"Jaam" Mein "zehar" hai "


BEWAFA
Lekin.!

Tere Pilany Mein Khaloos itNa Tha k
HuM Thukra Na Skay... !
Ek Chotta Sa Afsaana

Zindagi Me Pheli Bar 31 May Ko Main Ne Apni Pyari Si

Girlfriend K Sath Date Pe Janay Ka Socha,zehar Khanay Ki Dhamki Pe Ussay Razi Kya 0r Theek 12:00

Baje Ka Time Diya But Meri Bad-Qismati Dekho Poray Pakistan Me

31 May Ko 12:00 He Nhi Baje Aaah!

Jeeney Do

Musharaf
Kahin milay tu usay yeh kehna
Main saray arman jala chukka hoon
Jo sholey bharkey thay khawahishon k
Wo ansoyon se bhuja chukka hoon
Kahin milay tu usay ye kehna
K chaak-e-daman ko si raha hoon
Bari hi mushkil se g raha hoon
Dia jo nafrat ka zehar tu ne
Samaj k amrat
Main p raha hoon
Kahin miley to usay yeh kehna
Wo jazbay meray
Kuchal gaya hai
Jafa k sanchay mein dhal gaya hai
Na badlay mosam b itni jaldi
Wo jitni jaldi badal gaya hai
sazaa dene waale razaa puchte hai
jine ki humse vajah puchte hai
dete hai khud hi zehar humko aksar
phir kitna hua hai asar puchte hai
Maut mangte hain to zindgi khafa ho jati hai.
zehar lete hai to wo b dava ho jati hai.
Tu hi bata aai mere dost kya karun,
jis ko b chahte hai bewafa ho jati ha.
ghume zndgi k zehar pee k shahid
woh jes k lehey aj hum mar rehe hain
bara khoof tha mere kurbat pay jen ko
meer mout se un ko shorat mele ge....
zehar daitay hain aur kahtay hain k lena ho ga,
jab main le loon to kehtay hain k peena ho ga!
jab main pee loon to kehtay hain martay kiun nahi?
jab main mar jaon to kehtay hain jeena hoo ga!
dis shair is nt mine
Kis ehad ki batain karte ho
kab kon kisi ka hota hey
Kub kon kisi ki Chahat main
Yun zehar ka Sagar peeta hey
Ye Hijr,Murawat Mehr-o-wafa,
Sub Rasmi Rasmi Batain hain,
Her Shakhs Khudi ki Masti main,
Bus Apni Khatir Jeeta Hai :)
ikhlAAs k AmrAt ki ulti hy Taseer






jis ko B PilatAy hAin zehar ugaltA hy.
Bichra hai Jo aik baar Tu milte nahi daikha
iss zakhm ko hum nai kabi Silte nahi daikha

ik baar jise chaat gaye dhoop ki khwahish
Phir Shaakh pe iss phool ko khilte nahi daikha

aik paid Gira hai Tu Jarain tak nikal aayein
Jiss paid ko aandhi main b hilte nahi daikha

Kantoon main giray phool ko Choomay Ge Laiken
Titli k paron ko kabi Chiltay nahi daikha

Kiss Tarah mere Rooh harri kar gaya aakhir “N“
woh zehar jisse jism main khulte nahi daikha..