Bhoolne ki Adat Hai
Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein ke Hamein D
usre ki Adat hai
T
u apne Sheesha-Gari ka na kar H
unar Zyada
Main Aaina hoon, M
ujhe Tootne ki Adat hai
Wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke
usko Neend, M
ujh ko Rat-Jagne ki Adat hai
Tera Naseeb hai Ae Dil Sada ki Mehroomi
Na Wo Saki hai, na T
ujhe Maangne ki Adat hai
Ye Kh
ud Aa Jati kab tak
T
u bhi
usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki Adat hai.