mein sahil pe likhi h
ui ebaarat nahein
jo lehroon sey mit jaati hai
mein baarish ki baarasti boond nahein
jo baras kar tham jati hai
mein kh
uaab nahein
jisey dekhaa a
ur bh
ula diya jaye
mein shama nahein
jisey phoonka a
ur bh
uja diya jaye
mein hawa ka jhonka nahein
jo aya a
ur g
uzar gaya
mein chaand bhi nahein
jo raat k baad dhal jaata hai
mein to woh ehsaas hoon jo
t
ujh mein lahoo b
un kar gardish karay
mein to woh rang hoon jo
teray dil par
chahray a
ur kabhi naa
utray
mein to woh parwana hoon jo
jalta rahay a
ur fana naa hoga
kh
uaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan
chaand, boond, shama ki tarhaan
meray mitnay ka sawaal hi nahein
KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON
A
uR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAhi