tere naam SMS Messages35 messages

Andhairi Raat K Lamhe Tamam Hone Tak,
Tujhe Hi Sochta Hoon Subho Se Shaam Hone Tak,

Main Aisa Jisam Hoon Jis Ki Rooh Bhi Tu Hai,
Adhuri Zaat Hoon Main tere naam Hone Tak,

Teri Aawaz Sun Na Loon To DIL Nahi Lagta,
Tarapta Rehta Hoon Tujh Se HUM Kalaam Hone Tak,

Teri Nazar Ki Keemat Pe Bik Raha Hai Koi,
Use Khareed Le Tu Mehnge Daam Hone Tak,

Ishq Ki Aag Jo Seene Mein Laga Baithe Hain,
Sulagti Rehti Hai Ye Neendein Haram Hone Tak
Qissy Meri Wehshat K Jo MarQoom Hain Saary

Aa Daikh tere naam Se Mansoob Hain Saary


Bus is Liye Her Kaam Adhoora Hi Para Hai

Khaadim Bi Meri Quom K Makhdoom Hain Saary


Her Jurm Meri Zaat Se Mansoob Hua Hai

Keya Mere Siwa Shehr Me Masoom Hain Saary


Ab Kon Mere Pa'on Ki Zanjeer Ko Kholy

Haakim Meri Basti K Bi Mehkoom Hain Saary


Shayd Ye Zarf Hai K Jo Khamosh Hoon Ab Tak

Warna To Tere Aaib Bi
Maloom Hain Saare

tere naam ki thi jo Ro$hni u$ey khud tu ne Bujha diya
Ji$sko jala $aki thi na Dhoop u$ey chandni ne jala diya


Mein hoon Gardi$hon ka maara huwa mujhey ab apni khabar nahi
Wo jo $hakh$ tha mera rehnuma u$ey Ra$ton main ganwaa diya


Ji$s ko $amjha tha tu ne raqeeb,woh tera naseeb tha
Tere Haath ki lakeer tha,u$ey tu ne haath se hi mita diya


Mujhey i$hq hai ke junoon, yeh fai$la kabhi na ho $aka
Mera naam zeenat-e-da$ht tha,i$ey aandhiyon ne mita diya


Yeh uda$iyoo ka jamal hai , ke maraivj-e-kamal hai
Ke kabhi zaat se bi chupa liya , to kabhi $hehar bhar ko $una diya


Meri umar ka Guli$tan abhi khula huwa hai zaroor par
Wo jo phool they teri chah ke unko mau$amo ne gira diya.....
tere naam se apna naam jhoor loon aye sanam,
Teri sansoon se apni sanseen jhoor loon aye sanam,
Thaam loon hathoon mein hath yunhi umar bhar,
Zindagi ki sham ho jaye teri bahoon mein aye sanam...

MAHEK
Arz kia hai Ishq karne Se pehle Is ka anjam dekh lo agar Phir b samajh na ae tu film tere naam dekh lo
Is new year mai, Lumha Bher ki jo rafakat mil jae muj ko,
Mai apne Subah sham tere naam ker dun, Ager tu mil jae
Buz-me-History mai, Mai apni zindgi ki haseen shaam tere
naam ker dun.Happy New Year
Dewana hai tere naam ke is baat sa inkar nahin kasa kaha humha aap sa pyar nahin kuch tu kasoor aap ki adaa ka ha hum aakla tu gunhegar nahin
Kya kya tere naam likhon. . .?

"DIL" likhoon k "JAAN" likhoon?

Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . !


Apni har Khushi tere naam Likhoon
Mere Wajood Se lipti Khushboo tere naam Ki hai

Mere dil Main basi har ek Dharkan tere naam ki hai

Itna Yaqeen Ker le Mere humnasheen

Bin tere Meri Zindagi beNaam si Hai
woh barsaat
jis ke intizar main bara maah guzre
kaali ghataa chaane ke baad
poora samaa jhal thal ho gya
pattay bheege
phoolon ne bhi ghusal kia
per mere honton ko
us aek katray ki pyas rahi
jo teri zulf se ho kar
tere rukhsar pe bahay
aur jab wohi aek katra
teri ghulab ki pankharion
se labon per aa ke thehray
apni barson ki pyas bhuja loon
teri aankhon ko choom loon
tere sapno main ashiyana bana loon
tere labon ko choo loon
teri har baat ammar kar doon
tere ghulabi rukhsaron per chehra laga ke
kisi dhoop main chaon ki manind
umer guzar doon
tera wajood orh loon
kahe to zindagi tere naam kar doon
Kabhi Yaad Aaye Tou Pooch
Zara Apni Khilwat-e-Shaam Se
Kisey Ishq Tha Teri Zaat Se
Kisey Pyar Tha tere naam Se

Zara Yaad Ker Wo Kon Tha ?
Jo Kabhi Tujhe Bhi Azeez Tha
Wo Jo Jee Utha Tha tere naam Se
Wo Jo Mar Mita tere naam Pe

Humain Berukhi Ka Nahi Gila
K Yahi Wafao''n Ka Hai Sila
Magar Aisa Jurm Tha Konsa
gaye Hum Dua-o-Salam Se

Na Kabhi Visal Ki Chah Ki
Na Kabhi Firaaq Main Aah Ki
K Mera Tareeqa-e-Bandagi
Hai Juda Tareqa-e-Aam Se
tere naam ki thi jo Roshni usey khud tu ne bujha diya
Jissko jala saki thi na Dhoop usey chandni ne jala diya

Main ho gardishon ka maara howa mujhey ab apni khabar nahi
Wo jo shakhs tha mera rehnuma usey Rastoo main ganwaa diya

Jiss ko samjha tha to ne raqeeb,woh tera naseeb tha
Tere haath ki lakeer tha,usey to ne haath se hi mita diya

Mujhey ishq hai ke junoon, yeh faisla kabhi na ho saka
Mera naam zeenat-e-dasht tha,isey aandhiyon ne mita diya

Yeh udasiyoon ka jamal hai ke tumhara ivj-e-kamal hai
Ke kabhi zaat se bi chupa liya to kabhi shehar bhar ko suna diya

Mere omar ka gulistan abhi khula howa hai zaroor par
Wo jo phool thay tere chah ke unko mosamoo ne gira diya