tareef SMS Messages24 messages

Sabse alag sabse nayare ho aap
tareef kabhi puri na ho itne pyare ho aap
aaj pata chala ki zamena q jalta hai humse
Qki dost to akhir hamre ho aap
Us ko chaha to mohabat ki samajh aai
Werna is lfz ki tareef suna krte the
Lafz lafz likhon teri tareef mai,

.

.

.

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Kafi hain ya aur likhon?
mujy teri judai ne
yahi meraj bakhshi hy
k main jo lafz likhta hoon
wo saary lafz roty hain
k main jo harf bun'ta hoon
...wo saary bain karty hain
mery sang is judai main
mery alfaz marty hain
sabhi tareef karty hain
meri tehreer ki lekan
kabhi koi nahi sunta
maery alfaaz ki siski
falak b jo hila daaly
mery lafzon main hy shamil
usi taseer k aansu
kabhi dekho mery hamdam
MERI TEHREER K AANSU
MujK0 Malom Nhi Husun Ki "tareef
Mgr
Haqiqat Me Haseen Sirf "Whi he"Jis Ne ApKo Msg Kya He
.... <(',')>
) (
// uff , ammi meri nazar utaren..
Mujh K0 Mal00m
Nahi Husun
Ki "tareef" Magar





Meri Nazr0''n Mein Haseen Sirf
W0 Hai J0


"Tum Jaisa" "H0"
Phulon ki tareef sab Karte hain,
Badi Mushkil se Log Kanton pe Gaur Karte hain.
MALI to Sirf Naam ke hote hain,
Phulon ki Hifazat to Kante hi Karte hain
zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kiya he,zindagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
Tere husn ki tareef karu to tarana na ban jaye,

Teri bewafai ka zikar karu to fasana na ban jaye.

Mat ker logon mei itna zikr mera,

kahin mera zikr tujhe chedne ka bahana na ban jaye
Dil dharkan bina....

jism rooh k bina....

Insan muhabbat k bina....

Husan tareef k bina....

Phool khushboo k bina....

Aur

Koi ap k bina

Udas hai.

Also miss u........:-)
Tare Hussn De ke tareef karan
Tare waal waal wich joun
Iddy soony pair ne tare
Te Hathiee Jidda moun
Dushman Se Hamesha Bacho,

Or Dost Se Us Waqt

Jab Wo Tumhari tareef Karne Lage...