sahil SMS Messages67 messages

Aankho''n k sahilo''n
Pe Hy Askho''n Ka
Ek Hujoom

Shayad
GHAM-E-HUSSAIN
Ka Mausam Qareeb Hy ...
Nigaho me or koi dosti ke kabil na raha,is kinare ka or koi sahil na raha.Chand jaisa dost mila hume zamin par, aasma ka chand bhi ab deedar k kabil nahi
raha.
mein sahil pe likhi hui ebaarat nahein
jo lehroon sey mit jaati hai
mein baarish ki baarasti boond nahein
jo baras kar tham jati hai
mein khuaab nahein
jisey dekhaa aur bhula diya jaye
mein shama nahein
jisey phoonka aur bhuja diya jaye
mein hawa ka jhonka nahein
jo aya aur guzar gaya
mein chaand bhi nahein
jo raat k baad dhal jaata hai
mein to woh ehsaas hoon jo
tujh mein lahoo bun kar gardish karay
mein to woh rang hoon jo
teray dil par
chahray aur kabhi naa utray
mein to woh parwana hoon jo
jalta rahay aur fana naa hoga
khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan
chaand, boond, shama ki tarhaan
meray mitnay ka sawaal hi nahein
KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON
AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAhi
Wabasta hain suraj se kirne.
Chand se sitare.
sahil se sumander.
Dareya se kinare.
Phool se khushbo.
Mazi se yadeen.
Khushi se gham.
OR
Ap se hum..
ISHQ DARYA HY JIS KA sahil NAHI HOTA<<<<<<<<<
HER DIL MOHABBAT K KABIL NAHI HOTA<<<<<<<<<<<<
ROTA WO B HY JO DUBA ISHQ MAI<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<
AUR ROTA WO B JISE ISHQ HASIL NAHI HOTA>>>>>>>>
Ik Muddat Sai Meri Zat K Andar To Hai
Ik Muddat Sai Meri Soch Ka Mehwar To Hai

Mein Teray Piyar K sahil Py Khara Hon Tanha
Meri Ulfat Meri Chahat Ka Samandar Ton Hai
dabona chahti thein jo mohabbat k safeenay ko,

inhein lahron mein tha sahil na tum samjhay na hum samjhay...!
Koi had b usko yad nahi,Koi baat b usko yaad nahi

Ik shakhs ne usko chaha tha,Wo zat b usko yaad nahi

jab shab ki bijli chamki thi,aur badal toot k barsa tha

Hum dono jis mei bheege thay,Wo barsat b usko yaad nahi

Wo sahil,darya, phool,hawa,wo wada sath nibhane ka

Or shab bhar "chand" ko dekha tha,wo raat b usko yad nh,

wo kehti thi mai sunta tha,mai kehta tha wo sunti thi,

un lakhon baton mai koi ik baat b usko yad nahi
Koi ehd b us ko yad nhi,

koi bat b us ko yad nhi.

ik shkhs nay us ko chaha tha,wo zat b us ko yad nhi.

jab shab ki bijli chamki thi,

aur badal tot k barsa tha.

hum dono jis main bhigay thay,

wo barsat b us ko yad nhi.

wo sahil darya phool hawa,

wo wada sath nibhanay ka,

aur shab bhar "chand" ko daikha tha,wo rat bhi us ko yad ni.

wo kehta tha main sunta tha,

main kehta tha wo sunta tha.

un lakhoon batoon main koi ik bat b us ko yad nhi.
Ak Chand Tanhaa Khila Raha meray Aasman Se Zara Parey
Meray Saath Saath Safar Main Tha Meri Manzilon Se Zara Pary

Teri Justuju k Hisaar Say Tere Khawab, Tere Khayal Se
Mai woh Shakhs tha Jo Khara Raha Teri Chahtoun Se Zara Parey

Kabhi Dil ki Baat Kahi Na thi, Jo Kahi Wo Bhi Dabi Dabi
Mere Lafz Puray to Thay magar, Teri Sama''atoun Se Zara Parey

Tu Chala Gaya meray Humsafar Zara Dekh Murr kay Ek Nazar
Meri Kashtian hain Jali Houe Teray sahilon Se Zara Parey
Mosam Ko Mosam Ki Baharon ne Lutta,

Kashti Ko sahil K Kinaroo ne Lutta ,

Woh Tu ek Hi Qasam Se Dar Gaye ,

Humain tu Unki Qasam De kar Hazaroon Ne Lutta
ZINDAGI KE DARIYA ME MAUJO KO sahil NAHIN MILTA, MANJIL KA PATA HAMEN SAARE MANZIL NAHIN MILTA, AUR KIS SE PYAAR KARE HUM, KOI IS KAABIL NAHI MILTA, PATHAR TO BAHUT MILTE HAI, MAGAR KOI DIL NAHI MILTA