Ab k
saal kuch ai
sa karna
Apney pichley bara maah k
Dukh
sukh ka andaza karna
Bi
sri yaadein taza karna
sada
sa ik kagaz ley kar
Bhooley bi
srey pal likh lena
Phir i
ss beetey ik ik pal ka
Apney guzrey ik ik kal ka
Ik Ik mour ka ihata karna
sarey do
st akatha karna
saree
subhein hazir rakhna
saree
shamein paa
s bulana
Aur alawa in k dekhoo
sarey mau
sam dheyaan mein rakhna
Ik ik yaad gumaan mein rakhna
Phir mohtaat qiyaa
s lagana
Gur to khu
shiyaan barh jati hain
Tu phir tum ko meri taraf
se yeh
saal mubarak
Aur agar gham barh jaye to
MaTt bekaar takaluf karna
Dekho phir tum ai
sa karna
Meri khu
shiyaan tum ley lena
Mujh ko apney ghum dey dena
Ab k
saal kuch! ai
sa karna